Some Urdu Poems - Naat's

1. Alahazrat Kaaide Millat

2. Aya hai ye tera deewana

3. Ey Raza martaba

4. Hasbi Rabbi

5. Madina Madina

6. Shamshood dooha par lakon salaam

7. Twalab ka Mounh

8. Ya Habibi marhaba Ya Habibi

 

[1]

Alahazrat Kaaide Millat

Alaa Hazrat Kaaide Millat Radi Allah Ho Taala Anho

Dine Maslak-ke Ehlee Sounnat Radi Allah Ho Taala Anho

 

Naam se who Ahmad ki razaa hai

Kaam se jis ke razaa hai

Soubhanallah sourato seerat radi Allah ho taala anho

 

Deen ko be-deenon se bacha kar

Saare jahan ko rah dicka kar

Ki youn duniya bhar ki hidaya radi Allah ho taala anho

 

Houbbe Muhammad (saw) Jaane Imaan

Einne imaan asle imaan

Ye hai maslak-ke Alaa Hazrat radi Allah ho taala anho

 

Jis ka amal ayina-e-sounnat

Ilm-e-saraba jis ka hidayat

Jo hai Mujaddid-e-deen-o-millat radi Allah ho taala anho.

 

Oun ke moukabil jo koyi aaya

Waare yakinan ous ne khaya

Ye the ounki ilm ki haybat radi Allah ho taala anho

 

Jis ko arab ne jaan liya hai

Apna moojaddid maan liya hai

Who hai razaa maayaare millat radi Allah ho taala anho

 

Jo bhi houwa gustakhe Muhammad (saw)

Hai woh yakeenan kaafiron mourtad

Jis ne ki ye har aan ishaa-at radi Allah ho taala anho

 

Haami-e- sounnat kaun razaa hai

Maiiye-e-sounnat kaun razaa hai

Hai who immame ehle sounnat radi Allah ho taala anho

 

Urs ki jis ke shaan nayi hai

Barkat har har aan nayi hai

Kehte hai jissko ehle sounnat radi Allah ho taala anho

 

Jis ka fataaba deene moukammal

Jis ka makaan la akhiro awwal

Silsila jiska taaba qayamat radi Allah ho taala anho

 

Ghaws ka naara vird-e-zabaan hai

Shaik mera Ahmad Razaa hai

Hou mein KHUSHTARE Alaa hazrat radi Allah ho taala anho.

 

 

[2]

Aya hai ye tera deewana

Aya hai ye tera deewana                         Shay Annillah Shay Annillah

Kehta hai ye har dam mastana                Shay Annillah Shay Annillah

 

Khali hai meri jloi bardo                          Ey Ghaws muje boli bardo

Barde mere saqi peymana                       Shay Annillah Shay Annillah

 

Hai hukm tera hukm mein rabbi                         Eik dam mein jo chahe karde wohi

Ye daur hai tera shahana                        Shay Annillah Shay Annillah

 

Mein badhi shahi mein chor sahi                  Mein mujrimo khati kuch hi sahi

Parte rahoun jana janana                      Shay Annillah Shay Annillah

 

Tou peer mera lasani hai                    Aur Ghaws mera jilani hai

Mein tera mureed diwana                     Shay Annillah Shay Annillah

 

Chahoun jo agar tujh ko chahoun       Decko jo agar tujko decko

Karde mujhe sabse begana                  Shay Annillah Shay Annillah

 

Islam ka mein ek shahil houn                     Aur naam ka tere sharal houn

Parta houwa tera do gana                    Shay Annillah Shay Annillah

 

Choute sa kabi tou au ahamd                   Mushkil jo pare ho teri madad

Ghar waqt naza ho ajana                     Shay annillah Shay annillah

 

Lete rahe hum sab naam tera                 Karte Rahge miljar kaam tera

Bhagdad se ho aab bodana                 Shay annillah Shay annillah

 

Tum dil mein jo jalwa farma ho              Phir kia kaihiye ye kia kia ho

Abad karo ye veerana                         Shay anilllah Shay annillah

 

Kushtar ko boulaya rawze par             Umeed se dil niamat barkar

Ho lutfo karam ye salana                     Shay annillah Shay annillah

 

 

[3]

 

Ey Raza martaba

 

92-786

 

Ey razaa martabaa kitna houwa balaa tera         hind to hind arab mein houwa shora tera

 

Naam ala hai tera hazrat ala tera                    Kaam ala hai tera hai shahe waala tera

 

Koyi kia jaan bara kitna hai rutba tera                   Assfiya choom na chahe wo hai talwa tera

 

Kitna ooncha kiaa lall hai rutba tera                       Ghawss-e-azam ko kia akaa oh mawla tera

 

Tujko Allah ne har farzl ada farmayaa            Kaun sa ilm hai jism nahin hissa tera

 

Oos zamane mein koyi tujsa na decka na soona        Ghawss-e-Azam ki karamat ki sarapaa tera

 

Mustapha ka tere khatim tere hamid ka ghulam       Khushtaree baandae darbar hai tera tera

 

[4]

Hasbi Rabbi

Hasbi rabbi jallalah mafi karbi rai ullah noore Muhammad swallallah la illaha illah.

 

Awallo akhir hai Allah – Batin zahir hai Allah

Hafiz nazir hai Allah La illaha illalla.

 

Kaun makame hai Allah-Donon jahan mein hai Allah

Jism mein jaan mein hai Allah la ilaha illallah.

 

Ala jiski zaat wohi-Ala jiski sipaat wohi

Rakli jisne baat wohi La illaha illallah.

 

Hasbi rabbi jisne kaha- Faiz ke daryaa ko payaa

Ko haq maqsad haq ayaa La illaha illaala.

 

Kool jahe dar jannat ke- Dozak ki sab aag buje

Dil se koyi ek baar kahe La illaha illaalah.

 

Arz ghulame fakir hai aab- Dhakir rehmat ho hum sab

Zikre qobool ho ye yaa raab La illaha illallah.

 

[5]

Madina Madina

Madina Madina Madina Madina

Ye hi kehte marna yehi kehte jina.

 

Madine se mein door mujse Madina

Ye Jeena bhi hein koyi jeene mein jeena

 

Mazaa de raha hein ramme ishq ke akaa

Jo girte hai aansoo wo ban kar nagina

 

Jahan ko mein bhare iram se badal dhoun

Jo mil jahe aka tumhara pasina

 

Yehi Aakhri hain tamanna-e-khushtar

Idhar rouh nikle oudhar ho madina

 

[6]

Shamshood dooha par lakon salaam

Shamshood dooha par lakon salaam

Badrood dooja par lakon salaam

Lakon durood aur lakon salaam..

 

Ala se ala oon ka makaam

Sab ambiya ke who hai imam

Koul awliya hai oon ke ghulam

 

Wo hai najane kitne azim

Hai naam oon ka kitna karim

Muskil se muskil banta hai kaaam

 

Itna karam to farmaiye

Rawze pe sab ko boolwaiyee

Hazir kare hain jitne ghulam.

 

Oon ki ata ki kia baat hain

Apne karam ki barsaaat hai

Sab ke bhalaa hai oon khe hi naaam

 

Hai hookmarani kiss shaan se

Kayim hai saab oon ke faizaan se

Duniya outhi ka sara nizam

 

Hum sb ke aka anjum hi kia

Oon ke bhikari oon ka ghada

Sare hawas aur sare aawam

 

[7]

Twalab ka Mounh

Twalab ka mounh to kis kaabil he ya ghawss     Magar tera karam kamil he ya ghawss

 

Douhaayi yaa muhayyouddin douhayyi                   Madad ko aa dame bismil he yaa ghawss

 

Azouman kaatilan indal kitaali                                  Madad ko aa dame bismil he yaa ghawss

 

Khudaa-raa naa khuda aade sahaara                       Hawaa bigri bhawar haa-il he yaa ghawss

 

Rahi haan shaamate aamal ye bhi                          Jo tou chaahe abhi zaa-il he yaa ghawss

 

Tou kouwat de mein tanhaa kaam bisyaar          Badan kamzor dil kaamil he ya ghawss

 

Hasad se inke sine paak karde                                 Ke badtar dukh se bhi ye sil he ya ghawss

 

Razaa ka khaatemaa bilkheir ho gaa                     Teri rehmat agar shaamil he yaa ghawss

 

[8]

Ya Habibi marhaba Ya Habibi

Ya habeebi marhaba ya habibi marhaba

Jaddal hussain marhaba ya nooral aini marhaba

 

Ya Imam ul kiblatain Ya rasssoola sakalain

Fata hai badroo hoo nain rahati ja noore ain

Mustafa o Mujtaba Ya habibi Marhaba

 

Awallo Ahir hai Aap Batinoon zahir hai Aap

Haziro nazir hai Aap khadiro nazir hai Aap

Ibteda ho imtaha Ya habibi marhaba

 

Zindagi ke Pehchoram Bandgae hai wajhai ham

Ya nabi he muhtaram Hum peho lufto karam

Ikhteya re ikhteya Ya habibi marhaba.

 

Noore janon noore hain

Aaf taabe mashratainn

Nowbahare Magrabainn

Aap hai har dil ka cheyne

Ikhteya re kibriyaa